کسی وقت اشک ہیں جاری کسی وقت آہ اور زاریغرض حال غم فرقت کبھی یوں ہے کبھی ووں ہےkisī vaqt ashk haiñ jaarī kisī vaqt aah aur zaarīġharaz hāl-e-ġham-e-furqat kabhī yuuñ hai kabhī vuuñ haiGhamبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ دائم غم ہے نے عشرت کبھی یوں ہے کبھی ووں ہےتبدل یاں ہے ہر ساعت کبھی یوں ہے کبھی ووں ہےna daa.im ġham hai ne ishrat kabhī yuuñ hai kabhī vuuñ haitabaddul yaañ hai har saa.at kabhī yuuñ hai kabhī vuuñ haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گریباں چاک ہوں گاہے اڑاتا خاک ہوں گاہےلیے پھرتی مجھے وحشت کبھی یوں ہے کبھی ووں ہےgarebāñ-chāk huuñ gaahe uḌātā ḳhaak huuñ gaaheliye phirtī mujhe vahshat kabhī yuuñ hai kabhī vuuñ haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ابھی ہیں وہ مرے ہم دم ابھی ہو جائیں گے دشمننہیں اک وضع پر صحبت کبھی یوں ہے کبھی ووں ہےabhī haiñ vo mire hamdam abhī ho jā.eñge dushmannahīñ ik vaz.a par sohbat kabhī yuuñ hai kabhī vuuñ haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جو شکل شیشہ گریاں ہوں تو مثل جام خنداں ہوںیہی ہے یاں کی کیفیت کبھی یوں ہے کبھی ووں ہےjo shakl-e-shīsha giryāñ huuñ to misl-e-jām ḳhandāñ huuñyahī hai yaañ kī kaifiyyat kabhī yuuñ hai kabhī vuuñ haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نمایاں ہو کے دکھلا دے کبھی ان کو جمال اپنابہت مدت سے چرچے ہیں ترے باریک بینوں میںNamayan Ho Ke Dikhla De Kabhi In Ko Jamal ApnaBohat Muddat Se Cherche Hain Tere Bareek Beenon Meinعلامہ اقبالAllama Iqbal
نہ نکلا آنکھ سے تیری اک آنسو اس جراحت پرکیا سینے میں جس نے خوں چکاں مژگان سوزن کوna niklā aañkh se terī ik aañsū us jarāhat parkiyā siine meñ jis ne ḳhūñ-chakāñ mizhgān-e-sozan koمرزا غالبMirza Ghalib