نہ جب تک چاک ہو دل پھانس کب دل کی نکلتی ہےجہاں ہو کام خنجر کا وہاں سوئی سے کیا حاصلna jab tak chaak ho dil phāñs kab dil kī nikaltī haijahāñ ho kaam ḳhanjar kā vahāñ suuī se kyā hāsilDuniyaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ دو دشنام ہم کو اتنی بد خوئی سے کیا حاصلتمہیں دینا ہی ہوگا بوسہ خم روئی سے کیا حاصلna do dushnām ham ko itnī bad-ḳhūī se kyā hāsiltumheñ denā hī hogā bosa ḳham-rūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل آزاری نے تیری کر دیا بالکل مجھے بیدلنہ کر اب میری دل جوئی کہ دل جوئی سے کیا حاصلdil-āzārī ne terī kar diyā bilkul mujhe be-dilna kar ab merī dil-jūī ki dil-jūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
برائی یا بھلائی گو ہے اپنے واسطے لیکنکسی کو کیوں کہیں ہم بد کہ بد گوئی سے کیا حاصلburā.ī yā bhalā.ī go hai apne vāste lekinkisī ko kyuuñ kaheñ ham bad ki bad-gūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ کر فکر خضاب اے شیخ تو پیری میں جانے دےجواں ہونا نہیں ممکن سیہ روئی سے کیا حاصلna kar fikr-e-ḳhizāb ai shaiḳh tū piirī meñ jaane dejavāñ honā nahīñ mumkin siyah-rūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
سارے جہاں سے اچھا ہندوستاں ہماراہم بلبلیں ہیں اس کی، یہ گلستاں ہماراSare Jahan Se Acha Hindustan HumaraHum Bulbulain Hain Iss Ki, Ye Gulistan Humaraعلامہ اقبالAllama Iqbal