ساقی سنبھالتا ہے تو جلدی مجھے سنبھالورنہ اڑا کے پاں نشۂ بنج لے چلاsaaqī sambhāltā hai to jaldī mujhe sambhālvarna uḌā ke paañ nasha-e-banj le chalāMai-kadaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
قاروں اٹھا کے سر پہ سنا گنج لے چلادنیا سے کیا بخیل بجز رنج لے چلاqārūñ uThā ke sar pe sunā ganj le chalāduniyā se kyā baḳhīl ba-juz rañj le chalāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
منت تھی بوسۂ لب شیریں کہ دل مرامجھ کو سوئے مزار شکر گنج لے چلاminnat thī bosa-e-lab-e-shīrīñ ki dil mirāmujh ko sū-e-mazār-e-shakar ganj le chalāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دوڑا کے ہاتھ چھاتی پہ ہم ان کی یوں پھرےجیسے کوئی چور آ کے ہو نارنج لے چلاdauḌā ke haath chhātī pe ham un kī yuuñ phirejaise koī chor aa ke ho nāranj le chalāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
چوسر کا لطف یہ ہے کہ جس وقت پو پڑےہم بر چہار بولے تو برپنج لے چلاchausar kā lutf ye hai ki jis vaqt po paḌeham bar-chahār bole to bar-panj le chalāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ساقیان جمیل جام بدستپینے والوں میں شور نوشانوشSaqiyan-e-Jameel Jaam BadastPeene Walon Mein Shor-e-Nosha Noshعلامہ اقبالAllama Iqbal