ہر تار کا دامن کے مرے کر کے تبرکسربستہ ہر اک خار بیابان ہے موجودhar taar kā dāman ke mire kar ke tabarruksar-basta har ik ḳhār-e-bayābān hai maujūdMautبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
سب رنگ میں اس گل کی مرے شان ہے موجودغافل تو ذرا دیکھ وہ ہر آن ہے موجودsab rañg meñ us gul kī mire shaan hai maujūdġhāfil tū zarā dekh vo har aan hai maujūdبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
عریانی تن ہے یہ بہ از خلعت شاہیہم کو یہ ترے عشق میں سامان ہے موجودuryāni-e-tan hai ye ba-az-ḳhil.at-e-shāhīham ko ye tire ishq meñ sāmān hai maujūdبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کس طرح لگاوے کوئی داماں کو ترے ہاتھہونے کو تو اب دست و گریبان ہے موجودkis tarah lagāve koī dāmāñ ko tire haathhone ko tū ab dast-o-garebān hai maujūdبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
لیتا ہی رہا رات ترے رخ کی بلائیںتو پوچھ لے یہ زلف پریشان ہے موجودletā hī rahā raat tire ruḳh kī balā.eñtū pūchh le ye zulf-e-pareshān hai maujūdبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا بد گماں ہے مجھ سے کہ آئینے میں مرےطوطی کا عکس سمجھے ہے زنگار دیکھ کرkyā bad-gumāñ hai mujh se ki ā.īne meñ miretuutī kā aks samjhe hai zañgār dekh karمرزا غالبMirza Ghalib
نہ کہہ کہ صبر میں پنہاں ہے چارئہ غم دوستنہ کہہ کہ صبر معمائے موت کی ہے کشودNa Keh Ke Sabr Mein Pinhan Hai Chara’ay Gham-e-DostNa Keh Ke Sabr Mu’amaye Mout Ki Hai Kushoodعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ مجھ کو وصل کی شب ہائے موت کیوں آئیحنا لگا کے جو آئے تھے ہاتھ مل کے چلےریاض خیرآبادیRiyaz Khairabadi