ہے ناف کوئی گرداب بلا اور گول سریں رانیں ہیں صفاہے ساق بلوریں شمع ضیا پاؤں کی کفک پھر ویسی ہیhai naaf koī girdāb-e-balā aur gol surīñ rāneñ haiñ safāhai saaq bilorīñ sham-e-ziyā paañv kī kafak phir vaisī hīRaatبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
شمشیر برہنہ مانگ غضب بالوں کی مہک پھر ویسی ہیجوڑے کی گندھاوٹ قہر خدا بالوں کی مہک پھر ویسی ہیshamshīr-e-barhana maañg ġhazab bāloñ kī mahak phir vaisī hījuuḌe kī guñdhāvaT qahr-e-ḳhudā bāloñ kī mahak phir vaisī hīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
آنکھیں ہیں کٹورا سی وہ ستم گردن ہے صراحی دار غضباور اسی میں شراب سرخی پاں رکھتی ہے جھلک پھر ویسی ہیāñkheñ haiñ kaTorā sī vo sitam gardan hai surāhī-dār ġhazabaur usī meñ sharāb-e-surḳhi-e-pāñ rakhtī hai jhalak phir vaisī hīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہر بات میں اس کی گرمی ہے ہر ناز میں اس کے شوخی ہےقامت ہے قیامت چال پری چلنے میں پھڑک پھر ویسی ہیhar baat meñ us kī garmī hai har naaz meñ us ke shoḳhī haiqāmat hai qayāmat chaal parī chalne meñ phaḌak phir vaisī hīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گر رنگ بھبوکا آتش ہے اور بینی شعلۂ سرکش ہےتو بجلی سی کوندے ہے پری عارض کی چمک پھر ویسی ہیgar rañg bhabūkā ātish hai aur biinī shola-e-sarkash haito bijlī sī kauñde hai parī aariz kī chamak phir vaisī hīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دم طوف کرمک شمع نے یہ کہا کہ وہ اثر کہننہ تری حکایت سوز میں نہ مری حدیث گداز میںعلامہ اقبالAllama Iqbal