تاب کیا ہمتاب ہووے اس سے خورشید فلکآفتاب داغ دل کی اپنے تابش اور ہےtaab kyā ham-tāb hove us se ḳhurshīd-e-falakāftāb-e-dāġh-e-dil kī apne tābish aur haiKhudiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تفتہ جانوں کا علاج اے اہل دانش اور ہےعشق کی آتش بلا ہے اس کی سوزش اور ہےtufta-jānoñ kā ilaaj ai ahl-e-dānish aur haiishq kī ātish balā hai us kī sozish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیوں نہ وحشت میں چبھے ہر مو بشکل نیش تیزخار غم کی تیرے دیوانے کی کاوش اور ہےkyuuñ na vahshat meñ chubhe har mū ba-shakl-e-nīsh-tezḳhār-e-ġham kī tere dīvāne kī kāvish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
مطربو باساز آؤ تم ہماری بزم میںساز و ساماں سے تمہاری اتنی سازش اور ہےmutribo bā-sāz aao tum hamārī bazm meñsāz-o-sāmāñ se tumhārī itnī sāzish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تھوکتا بھی دختر رز پر نہیں مست الستجو کہ ہے اس فاحشہ پر غش وہ فاحش اور ہےthūktā bhī duḳhtar-e-raz par nahīñ mast-e-alastjo ki hai us fāhisha par ġhash vo fāhish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دامن دل بن گیا ہو رزم گاہ خیر و شرراہ کی ظلمت سے ہو مشکل سوئے منزل سفرDaman-e-Dil Ban Gya Ho Razmgah-e-Khair-o-SharRah Ki Zulmat Se Ho Mushkil Sooye Manzil Safarعلامہ اقبالAllama Iqbal
خضر ہمت ہو گیا ہو آرزو سے گوشہ گیرفکر جب عاجز ہو اور خاموش آواز ضمیرKhizr-e-Himmat Ho Gya Ho Arzoo Se Gosha-GeerFikr Jab Aajiz Ho Aur Khamosh Awaz-e-Zameerعلامہ اقبالAllama Iqbal