تفتہ جانوں کا علاج اے اہل دانش اور ہےعشق کی آتش بلا ہے اس کی سوزش اور ہےtufta-jānoñ kā ilaaj ai ahl-e-dānish aur haiishq kī ātish balā hai us kī sozish aur haiIshqبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیوں نہ وحشت میں چبھے ہر مو بشکل نیش تیزخار غم کی تیرے دیوانے کی کاوش اور ہےkyuuñ na vahshat meñ chubhe har mū ba-shakl-e-nīsh-tezḳhār-e-ġham kī tere dīvāne kī kāvish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
مطربو باساز آؤ تم ہماری بزم میںساز و ساماں سے تمہاری اتنی سازش اور ہےmutribo bā-sāz aao tum hamārī bazm meñsāz-o-sāmāñ se tumhārī itnī sāzish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تھوکتا بھی دختر رز پر نہیں مست الستجو کہ ہے اس فاحشہ پر غش وہ فاحش اور ہےthūktā bhī duḳhtar-e-raz par nahīñ mast-e-alastjo ki hai us fāhisha par ġhash vo fāhish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تاب کیا ہمتاب ہووے اس سے خورشید فلکآفتاب داغ دل کی اپنے تابش اور ہےtaab kyā ham-tāb hove us se ḳhurshīd-e-falakāftāb-e-dāġh-e-dil kī apne tābish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پری رخ من شکر لب من و مے تو باز آ بہ پیش چشممبیاد سرو تو بے قرارم نہال عشقت شدہ است بالانظیر اکبرآبادیNazeer Akbarabadi
رقیب و شیوۂ الفت خدا کی قدرت ہےوہ اور عشق بھلا تم نے اعتبار کیاraqīb o sheva-e-ulfat ḳhudā kī qudrat haivo aur ishq bhalā tum ne e'tibār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
تجھ سے الفت نباہتا ہوں میںبا وفا ہوں کہ بے وفا کچھ ہوںtujh se ulfat nibāhtā huuñ maiñbā-vafā huuñ ki bevafā kuchh huuñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar