سب مٹا دیں دل سے ہیں جتنی کہ اس میں خواہشیںگر ہمیں معلوم ہو کچھ اس کی خواہش اور ہےsab miTā deñ dil se haiñ jitnī ki us meñ ḳhvāhisheñgar hameñ mālūm ho kuchh us kī ḳhvāhish aur haiUmeedبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تفتہ جانوں کا علاج اے اہل دانش اور ہےعشق کی آتش بلا ہے اس کی سوزش اور ہےtufta-jānoñ kā ilaaj ai ahl-e-dānish aur haiishq kī ātish balā hai us kī sozish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیوں نہ وحشت میں چبھے ہر مو بشکل نیش تیزخار غم کی تیرے دیوانے کی کاوش اور ہےkyuuñ na vahshat meñ chubhe har mū ba-shakl-e-nīsh-tezḳhār-e-ġham kī tere dīvāne kī kāvish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
مطربو باساز آؤ تم ہماری بزم میںساز و ساماں سے تمہاری اتنی سازش اور ہےmutribo bā-sāz aao tum hamārī bazm meñsāz-o-sāmāñ se tumhārī itnī sāzish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تھوکتا بھی دختر رز پر نہیں مست الستجو کہ ہے اس فاحشہ پر غش وہ فاحش اور ہےthūktā bhī duḳhtar-e-raz par nahīñ mast-e-alastjo ki hai us fāhisha par ġhash vo fāhish aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کس کا جنون دید تمنا شکار تھاآئینہ خانہ وادیٔ جوہر غبار تھاkis kā junūn-e-dīd tamannā-shikār thāā.īna-ḳhāna vādī-e-jauhar-ġhubār thāمرزا غالبMirza Ghalib
باد صبا کی موج سے نشوونمائے خار و خسمیرے نفس کی موج سے نشوونمائے آرزوBaad-e-Saba Ki Mouj Se Nashonuma'ay Khar-o-KhsMere Nafs Ki Mouj Se Nashonuma'ay Arzooعلامہ اقبالAllama Iqbal