ہم نے تری خاطر سے دل زار بھی چھوڑاتو بھی نہ ہوا یار اور اک یار بھی چھوڑاham ne tirī ḳhātir se dil-e-zār bhī chhoḌātū bhī na huā yaar aur ik yaar bhī chhoḌāDostiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا ہوگا رفوگر سے رفو میرا گریباناے دست جنوں تو نے نہیں تار بھی چھوڑاkyā hogā rafūgar se rafū merā garebānai dast-e-junūñ tū ne nahīñ taar bhī chhoḌāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیں دے کے گیا کفر کے بھی کام سے عاشقتسبیح کے ساتھ اس نے تو زنار بھی چھوڑاdiiñ de ke gayā kufr ke bhī kaam se āshiqtasbīh ke saath us ne to zunnār bhī chhoḌāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گوشہ میں تری چشم سیہ مست کے دل نےکی جب سے جگہ خانۂ خمار بھی چھوڑاgoshe meñ tirī chashm-e-siyah-mast ke dil nekī jab se jagah ḳhāna-e-ḳhummār bhī chhoḌāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اس سے ہے غریبوں کو تسلی کہ اجل نےمفلس کو جو مارا تو نہ زردار بھی چھوڑاis se hai ġharīboñ ko tasallī ki ajal nemuflis ko jo maarā to na zardār bhī chhoḌāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
خوب بوجھا ہوں میں اس یار کوں کوئی کیا جانےاس طرح کے بت عیار کوں کوئی کیا جانےسراج اورنگ آبادیSiraj Aurangabadi
اتنے میں وہ رفیق نبوت بھی آگیاجس سے بنائے عشق و محبت ہے استوارItne Mein Woh Rafeeq-e-Nabuwwat Bhi Aa GyaJis Se Binaye Ishq-o-Mohabbat Hai Ustawarعلامہ اقبالAllama Iqbal
رہے ہے یوں گہہ و بے گہہ کہ کوئے دوست کو اباگر نہ کہیے کہ دشمن کا گھر ہے کیا کہئےrahe hai yuuñ gah-o-be-gah ki kū-e-dost ko abagar na kahiye ki dushman kā ghar hai kyā kahiyeمرزا غالبMirza Ghalib