رمزِ زندگیRamz E Zindagi

ہم رشک کو اپنے بھی گوارا نہیں کرتے

Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 3 sher · Roman Urdu ke saath

ham rashk ko apne bhī gavārā nahīñ kartemarte haiñ vale un kī tamannā nahīñ karte
dar-parda unheñ ġhair se hai rabt-e-nihānīzāhir kā ye parda hai ki parda nahīñ karte
ye bā.is-e-naumīdi-e-arbāb-e-havas hai'ġhālib' ko burā kahte haiñ achchhā nahīñ karte