ہے ياد مجھے نکتہ سلمان خوش آہنگ
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Hai Yaad Mujhe Nukta-e-Salman-e-Khush AhangDunya Nahin Mardan-e-Jafa Kash Ke Liye Tang
Cheete Ka Jigar Chahye, Shaheen Ka TajasusJi Sakte Hain Be-Roshni-e-Danish-o-Farhang
Kar Bulbul-o-Taaus Ki Taqleed Se TaubaBulbul Faqat Awaz Hai, Taaus Faqat Rang!