Palta Hai Beej Ko Mitti Ki Tareeki Mein KonKon Daryaon Ki Moujon Se Uthata Hai Sahab
Kon Laya Khainch Kar Pacham Se Bad-e-SaazgarKhak Ye Kis Ki Hai, Kis Ka Hai Ye Noor-e-Aftab?
Kis Ne Bhar Di Moutiyon Se Khausha-e-Gandum Ki JaibMousamon Ko Kis Ne Sikhlayi Hai Khu'ay Inqilab?
Dih Khudaya! Ye Zameen Teri Nahin, Teri NahinTere Aba Ki Nahin, Teri Nahin, Meri Nahin