خوشحال خاں کي وصيت
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 5 sher · Roman Urdu ke saath
Qabail Hon Millat Ki Wahdat Mein GumKe Ho Naam Afghaniyon Ka Buland
Mohhabbat Mujhe Un Jawanon Se HaiSitaron Pe Jo Dalte Hain Kum
Mughal Se Kisi Tarah Kamtar NahinKehistan Ka Ye Bacha-e-Arjumand
Kahun Tujh Se Ae Hum Nasheen Dil Ki BaatWho Madfan Hai Khushhal Khan Ko Pasand
Ura Kar Na Laye Jahan Bad-e-KohMughal Shahsawaron Ki Gard-e-Samand!