آزادي افکار
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath
Jo Dooni Fitrat Se Nahin Laik-e-ParwazUss Murghak-e-Bechara Ka Anjaam Hai Uftaad
Har Seena Naheman Nahin Jibreel-e-Ameen KaHar Fikar Nahin Tair-e-Firdous Ka Sayyad
Uss Qoum Mein Hai Shoukhi-e-Andesha KhatarnakJis Qoum Ke Afraad Hon Har Band Se Azad
Go Fikar-e-Khudad Se Roshan Hai ZamanaAzadi-e-Afkar Hai Iblees Ki Aejaad