زمين و آسماں
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Mumkin Hai Ke Tu Jis Ko Samajhta Hai BaharanAuron Ki Nighahonmein Woh Mousam Ho Khazan Ka
Hai Silsila Ahwal Ka Har Lehza DirgargoonAe Salik-e-Reh, Fikar Na Kar Sood-o-Zayan Ka
Shaid Ke Zameen Hai Ye Kisi Aur Jahan KiTu Jis Ko Samajhta Hai Falak Apne Jahan Ka!