Aqal-e-Bemaya Imamat Ki SazawarRahbar Hi Zan-o-Takhmeen To Zaboon Kar-e-Hayat
Fikar Be-Noor Tera, Jazb-Eamal Be-BunyadSakht Mushkil Hai Ke Roshan Ho Shab-e-Tar-e-Hayat
Khoob-o-Na-Khoob Amal Ki Ho Girah Wa KyunkarGar Hayat Aap Na Ho Shareh-e-Asrar-e-Hayat