Mujahidana Hararat Rahi Na Sufi MeinBahana Be-Amali Ka Bani Sharab-e-Alasst
Faqeeh-e-Sheher Bhi Ruhbaniat Pe Hai MajboorKe Maarke Hain Shariat Ke Jang-e-Dast-Badast
Garaiz Kashmakash-e-Zindagi Se, Mardon KiAgar Shikast Nahin Hai To Aur Kya Hai Shikast!