رمزِ زندگیRamz E Zindagi

مومن

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath

Ho Halqa-e-Yaran To Baresham Ki Tarah NaramRazm-e-Haq-o-Batil Ho To Foulad Hai Momin
Aflak Se Hai Iss Ki Hareefana KashakashKhaki Hai Magar Khak Se Azad Hai Momin
Jachte Nahin Kunjishik-o-Hamam Iss Ki Nazar MeinJibreel-o-Sarafeel Ka Sayyad Hai Momin
Kehte Hain Farishte Kr Dil Awaiz Hai MominHooron Ko Shikayat Hai, Kam Amaiz Hai Momin