Ae Khuda-e-Kun Fakan! Mujh Ko Na Tha Adam Se BayrAah, Woh-e-Nazdeek-o-Door-o-Dair-o-Zood
Harf-e-‘Istaqbar’ Tere Samne Mumkin Na ThaHaan, Magar Teri Mashiyat Mein Natha Mera Sujood
Pasti-e-Fitrat Ne Sikhlayi Hai Ye Hujjat IsseKehta Hai, ‘Teri Mashiyat Mein Na Tha Mera Sujood’
De Raha Hai Apni Azadi Ko Majboori Ka NaamZalim Apne Shaula-e-Sozan Ko Khud Kehta Hai Dood