Tilism-e-Bood-o-Aadam , Jis Ka Naam Hai AdamKhuda Ka Raaz Hai, Qadir Nahin Hai Jis Pe Sukhan
Zamana Subah-e-Azal Se Raha Hai Mehv-e-SafarMagar Ye Iss Ki Tag-o-Dou Se Ho Saka Na Kuhan
Agar Na Ho Tujhe Uljhan To Khol Kar Keh DoonWujood-e-Hazrat-e-Insan Na Rooh Hai Na Badan