Khudi Ho Zinda To Hai Faqr Bhi ShehanshahiNahin Hai Sanjar-o-Tughral Se Kam Shikoh-e-Faqeer
Khudi Ho Zinda To Darya-e-Be Karan PayaabKhudi Ho Zinda To Kuhsar Parniyan-o-Hareer
Nahnang-e-Zinda Hai Apne Muheet Mein AzadNahnang-e-Murda Ko Mouj-e-Sirab Bhi Zanjeer!