Hai Mureedon Ko To Haq Baat Gawara LekinSheikh-o-Mullah Ko Buri Lagti Hai Darveshon Ki Baat
Qoum Ke Hath Se Jata Hai Mataa-e-KirdarBehas Mein Ata Hai Jab Falsafa-e-Zaat-o-Sifat
Gharche Iss Dair-e-Kuhan Ka Hai Ye Dastoor-e-QadeemKe Nahin Mai Kudah-o-Saqi-o-Meena Ko Sabaat
Qismat-e-Badah Magar Haq Hai Ussi Millat KaAngbeen Jis Ke Jawanon Ko Hai Talkhaab-e-Hayat !