رمزِ زندگیRamz E Zindagi

تربيت

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath

Zindagi Kuch Aur Shay Hai, Ilm Hai Kuch Aur ShayZindagi Souz-e-Jigar Hai, Ilm Hai Souz-e-Damagh
Ilm Mein Doulat Bhi Hai, Qudrat Bhi Hai, Lazzat Bhi HaiAik Mushkil Hai Ke Hath Ata Nahin Apna Suragh
Ahl-e-Danish Aam Hain, Kamyaab Hain Ahl-e-NazarKya Ta’ajjub Hai Ke Khali Reh Gya Tera Ayagh!
Sheikh-e-Maktab Ke Tareeqon Se Kushaad-e-Dil KahanKis Tarah Kibriat Se Roshan Hi Bijli Ka Charagh!