Sitargan-e-Faza Haye Neelgoon Ki TarahTakhiyyulat Bhi Hain Taba-e-Tulu-o-Ghuroob
Jahan Khudi Ka Bhi Hai Sahib-e-Faraz-o-NashaibYahan Bhi Maarka Aara Hai Khoob Se Na-Khoob
Namood Jis Faraz-e-Khudi Se Ho, Woh JameelJo Ho Nashaib Mein Paida, Qabeeh-o-Na-Mehboob