رمزِ زندگیRamz E Zindagi

حکيم نطشہ

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath

Hareef-e-Nukta-e-Touheed Ho Saka Na HakeemNigah Chahiye Asrar-e-‘ LA ILAHA ’ Ke Liye
Khadang-e-Seena-e-Gardoon Hai Uss Ka Fikr-e-BulandKumand Uss Ka Takhiyul Hai Mehr-o-Mah Ke Liye
Agarcha Pak Hai Tiniat Mein Rahbi Uss KiTaras Rahi Hai Magar Lazzat-e-Gunah Ke Liye