Maqsad Ho Agar Tarbiat-e-Laal-e-BadkhashanBe-Sood Hai Bhatke Huwe Khursheed Ka Partou
Dunya Hai Rawayat Ke Phandon Mein GriftarKya Madrasa, Kta Madrase Walon Ki Tag-o-Dou!
Kar Sakte The Jo Apne Zamane Ki ImamatWoh Kuhna Damagh Apne Zamane Ke Hain Pairou !