Muqabala To Zamane Ka Khoob Karta HunAgarche Main Na Sipahi Hun Ne Ameer-e-Junood
Mujhe Khabar Nahin Ye Shayari Hai Ya Kuch AurAtta Huwa Hai Mujhe Zikr-o-Fikr-o-Jazb-o-Suroor
Jabeen-e-Banda-e-Haq Mein Numood Hai Jis KiUssi Jalal Se Labraiz Hai Zameer-e-Wujood
Ye Kafiri To Nahin, Kafiri Se Kam Bhi NahinKe Mard-e-Haq Ho Giraftar-e-Hazir-o-Mujood
Ye Kafiri To Nahin, Kafiri Se Kam Bhi NahinKe Mard-e-Haq Ho Giraftar-e-Hazir-o-Mujood