Anjum Ki Faza Tak Na Huwi Meri RasaiKarti Rahi Main Pairhan-e-Lala-o-Gul Chaak
Majboor Huwi Jati Hun Main Tark-e-Watan ParBe-Zauq Hain Bulbul Ki Nawa Haye Tarab Naak
Donon Se Kiya Hai Tujhe Taqdeer Ne MehramKhak-e-Chaman Achi Ke Sara Parda-e-Aflaak!
Khainchain Na Agar Tujh Ko Chaman Ke Khs-o-KhashakGulshan Bhi Hai Ek Sir-e-Sara Parda-e-Aflaak