Woh Sahib-e-‘Tohfa-Tul-Araqeen’Arbab-e-Nazar Ka Qurratulain
Hai Parda Shagaf Uss Ka IdaakParde Hein Tamam Chaak Dar Chaak
Khamosh Hai Alam-e-MaaniKehta Nahin Harf-e-‘Lan Tarani’!
Puch Iss Se Ye Khaakdan Hai Kya CheezHangama-e-Ae-o-Aan Hai Kya Cheez
Woh Mehram-e-Alam-e-MakafarEk Baat Mein Keh Gya Hai Sou Baat
Khud Buye Cheeneen Jahan Tawan BurdKabalees Bamanand-o-Bu-Al-Bashar Murd!