رمزِ زندگیRamz E Zindagi

مرزا بيدل

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath

Hai Haqiqat Ya Meri Chashme-e-Ghalat-Been Ka FasadYe Zameen, Ye Dasht, Ye Kuhsaar, Ye Charakh-e-Kubood
Koi Kehta Hai Nahin Hai, Koi Kehta Hai Ke HaiKya Khabar, Hai Ke Nahin Hai Teri Dunya Ka Wujood!
Mirza Bedil Ne Kis Khoobi Se Kholi Ye GirahAhl-e-Hikmat Par Bohat Mushkil Rahi Jis Ki Kushood Bedil  resolved this tangled knot with so much skill and manner nice,
Rang-e-Mai Beerun Nasheest Az Basika Meena Tang Bood”If heart of man were vast enough, This mead would have retained no trace