Mere Liye Hai Faqt Zor-e-Haidari KafiTere Naseen Flatoon Ki Taizi-e-Idraak
Meri Nazar Mein Yehi Hai Jamal-o-ZaibaiKe Sar-Basajda Hain Quwwat Ke Samne Aflaak
Na Ho Jalal To Husn-o-Jamal Be-TaseerNira Nafs Hai Agar Naghma Ho Na Atishnaak
Mujhe Saza Ke Liye Bhi Nahin Qabool Woh AagKe Jis Ka Shaola Na Ho Tund-o-Sarkash-o-Bebaak!