Mashriq Ke Neestan Mein Hai Muhtaj-e-Nafs NeShayar! Tere Seene Mein Nafs Hai Ke Nahi Hai
Taseer-e-Ghulami Se Khudi Jis Ki Huwi NaramAchi Nahin Uss Qoum Ke Haq Mein Ajami Laiy
Sheeshe Ki Soorahi Ho Ke Mitti Ka Suboo HoShamsheer Ki Manind Ho Taizi Mein Teri Mai
Aesi Koi Dunya Nahin Aflak Ke NeecheBe-Maarka Hath Aye Jahan Takht-e-Jim-o-Kai
Har Lehza Naya Toor, Nayi Barq-e-TajalliAllah Kare Marhala-e-Shauq Na Ho Tai !