Har Chand Ke Aeejad-e-Maani Hai KhudadKoshish Se Kahan Mard-e-Hunarmand Hai Azad !
Khoon-e-Rag-e-Maamar Ki Garmi Se Hai TameerMaikhana-e-Hafiz Ho Ke Butkhana-e-Behzad
Be Mehnat-e-Peham Koi Johar Nahin KhultaRoshan Sharer-e-Teesha Se Hai Khana-e-Farhad!