بلشويک روس
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Rawish Qazaye Elahi Ki Hai Ajeeb-o-GhareebKhabar Nahin Ke Zameer-e-Jahan Mein Hai Kya Baat
Huwe Hain Kasr-e-Chalipa Ke Waste MaamoorWohi Ke Hifz-e-Chalipa Ko Jante The Nijat
Ye Wahi Dohriyat-e-Roos Par Huwi NazilKe Torh Daal Kaleesaon Ke Laat-o-Manat !