Meri Nawa Se Greban-e-Lala Chaak HuwaNaseem-e-Subah Chaman Ki Talsh Mein Hai Abhi
Na Mustafa Na Raza Shah Mein Numood Uss KiKe Rooh-e-Sharaq Badan Ki Talash Mein Hai Abhi
Meri Khudi Bhi Saza Ki Hai Mustahiq LekinZamana Daar-o-Rasan Ki Talash Mein Hai Abhi