Khud Abu-Ul-Hol Ne Ye Nukta Sikhaya Nujh KoWoh Abu-Ul-Hol Ke Hai Sahib-e-Asrar-e-Qadeem
Dafatan Jis Se Badal Jati Hai Taqdeer-e-UmmamHai Woh Quwwat Ke Hareef Iss Ki Nahin Aqal-e-Hakeem
Har Zamane Mein Digargoon Hai Tabiat Iss KiKabhi Shamsheer-e- Muhammad (S.A.W.) Hai, Kabhi Chob-e- Kaleem (A.S.) !