Maloom Kise Hind Ki Taqdeer Ke Ab TakBechara Kisi Taaj Ka Tabinda Nageen Hai
Dehqan Hai Kisi Qabar Ka Ugla Huwa MurdaBosida Kafan Jis Ka Abhi Zair-e-Zameen Hai
Jaan Bhi Girwi-e-Ghair, Badan Bhi Girwi-e-GhairAfsos Ke Baqi Na Makan Hai Na Makeen Hai
Yourap Ki Ghulami Pe Razamand Huwa TuMujh Ko To Gila Tujh Se Hai, Yourap Se Nahin Hai!