رمزِ زندگیRamz E Zindagi

گرم فغاں ہے جرس ، اٹھ کہ گيا قافلہ

Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 5 sher · Roman Urdu ke saath

Garam-e-Gaghan Hai Jaras, Uth Ke Gya QaflaWaye Woh Rehru Ke Hai Muntazir-e-Rahla !
Dil Ho Ghulam-e-Khirad Ya Ke Imam-e-KhiradSalik-e-Rah, Hoshiyar ! Sakht Hai Ye Marhala
Uss Ki Khudi Hai Abhi Sham-o-Sehar Mein AseerGardish-e-Doran Ka Hai Jis Ki Zuban Par Gila
Tere Nafs Se Huwi Atish-e-Gul Taiz TarMurg-e-Chaman! Hai Yehi Teri Nawa Ka Sila