اس سے اٹھے گی کیا مصیبت عشقابتدا کو جو انتہا جانےus se uTThegī kyā musībat-e-ishqibtidā ko jo intihā jaaneIshqداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دل کو کیا ہو گیا خدا جانےکیوں ہے ایسا اداس کیا جانےdil ko kyā ho gayā ḳhudā jaanekyuuñ hai aisā udaas kyā jaaneداغؔ دہلویDagh Dehlvi
اپنے غم میں بھی اس کو صرفہ ہےنہ کھلا جانے وہ نہ کھا جانےapne ġham meñ bhī us ko sarfa haina khilā jaane vo na khā jaaneداغؔ دہلویDagh Dehlvi
اس تجاہل کا کیا ٹھکانا ہےجان کر جو نہ مدعا جانےis tajāhul kā kyā Thikānā haijaan kar jo na mudda.ā jaaneداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کہہ دیا میں نے راز دل اپنااس کو تم جانو یا خدا جانےkah diyā maiñ ne rāz-e-dil apnāus ko tum jaano yā ḳhudā jaaneداغؔ دہلویDagh Dehlvi
عشق اور گوارا خود کر لے بے شرط شکست فاش اپنیدل کی بھی کچھ ان کے سازش ہے تنہا یہ نظر کا کام نہیںishq aur gavārā ḳhud kar le be-shart shikast-e-fāsh apnīdil kī bhī kuchh un ke sāzish hai tanhā ye nazar kā kaam nahīñجگر مرادآبادیJigar Moradabadi