مرے سامنے غیر سے بھی اشارےادھر بھی ادھر دیکھ کر دیکھ لیناmire sāmne ġhair se bhī ishāreidhar bhī udhar dekh kar dekh lenāMautداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ادھر دیکھ لینا ادھر دیکھ لیناکن انکھیوں سے اس کو مگر دیکھ لیناidhar dekh lenā udhar dekh lenākan-añkhiyoñ se us ko magar dekh lenāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
فقط نبض سے حال ظاہر نہ ہوگامرا دل بھی اے چارہ گر دیکھ لیناfaqat nabz se haal zāhir na hogāmirā dil bhī ai chārāgar dekh lenāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کبھی ذکر دیدار آیا تو بولےقیامت سے بھی پیشتر دیکھ لیناkabhī zikr-e-dīdār aayā to boleqayāmat se bhī pesh-tar dekh lenāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
نہ دینا خط شوق گھبرا کے پہلےمحل موقع اے نامہ بر دیکھ لیناna denā ḳhat-e-shauq ghabrā ke pahlemahal mauqa ai nāma-bar dekh lenāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
رخصت محبوب کا مقصد فنا ہوتا اگرجوش الفت بھی دل عاشق سے کر جاتا سفرRikhsat-e-Mehboob Ka Maqsad Fana Hota AgarJosh-e-Ulfat Bhi Dil-e-Ashiq Se Kar Jata Safarعلامہ اقبالAllama Iqbal