موت مجھ کو دکھائی دیتی ہےجب طبیعت کو دیکھتا ہوں میںmaut mujh ko dikhā.ī detī haijab tabī.at ko dekhtā huuñ maiñGhamMautداغؔ دہلویDagh Dehlvi
تیری صورت کو دیکھتا ہوں میںاس کی قدرت کو دیکھتا ہوں میںterī sūrat ko dekhtā huuñ maiñus kī qudrat ko dekhtā huuñ maiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
جب ہوئی صبح آ گئے ناصحانہیں حضرت کو دیکھتا ہوں میںjab huī sub.h aa ga.e nāsehunhīñ hazrat ko dekhtā huuñ maiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
وہ مصیبت سنی نہیں جاتیجس مصیبت کو دیکھتا ہوں میںvo musībat sunī nahīñ jaatījis musībat ko dekhtā huuñ maiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دیکھنے آئے ہیں جو میری نبضان کی صورت کو دیکھتا ہوں میںdekhne aa.e haiñ jo merī nabzun kī sūrat ko dekhtā huuñ maiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
شام جس کی آشنائے نالہء 'یا رب' نہیںجلوہ پیرا جس کی شب میں اشک کے کوکب نہیںShaam Jis Ki Ashnaye Naala-e-‘Ya Rab’ NahinJalwa Pera Jis Ki Shab Mein Ashak Ke Kokab Nahinعلامہ اقبالAllama Iqbal
چھوڑ کر جانا تن مجروح عاشق حیف ہےدل طلب کرتا ہے زخم اور مانگے ہیں اعضا نمکchhoḌ kar jaanā tan-e-majrūh-e-āshiq haif haidil talab kartā hai zaḳhm aur māñge haiñ a.azā namakمرزا غالبMirza Ghalib