آتش پرست کہتے ہیں اہل جہاں مجھےسرگرم نالہ ہائے شرربار دیکھ کرātish-parast kahte haiñ ahl-e-jahāñ mujhesargarm-e-nāla-hā-e-sharar-bār dekh karDuniyaمرزا غالبMirza Ghalib
کیوں جل گیا نہ تاب رخ یار دیکھ کرجلتا ہوں اپنی طاقت دیدار دیکھ کرkyuuñ jal gayā na tāb-e-ruḳh-e-yār dekh karjaltā huuñ apnī tāqat-e-dīdār dekh karمرزا غالبMirza Ghalib
کیا آبروئے عشق جہاں عام ہو جفارکتا ہوں تم کو بے سبب آزار دیکھ کرkyā ābrū-e-ishq jahāñ aam ho jafāruktā huuñ tum ko be-sabab āzār dekh karمرزا غالبMirza Ghalib
آتا ہے میرے قتل کو پر جوش رشک سےمرتا ہوں اس کے ہاتھ میں تلوار دیکھ کرaatā hai mere qatl ko par josh-e-rashk semartā huuñ us ke haath meñ talvār dekh karمرزا غالبMirza Ghalib
ثابت ہوا ہے گردن مینا پہ خون خلقلرزے ہے موج مے تری رفتار دیکھ کرsābit huā hai gardan-e-mīnā pe ḳhūn-e-ḳhalqlarze hai mauj-e-mai tirī raftār dekh karمرزا غالبMirza Ghalib
روشن تو وہ ہوتی ہے، جہاں بیں نہیں ہوتیجس آنکھ کے پردوں میں نہیں ہے نگہ پاکRoshan To Woh Hoti Hai, Jahan Been Nahin HotiJis Ankh Ke Pardon Mein Nahin Hai Nigah-E-Pakعلامہ اقبالAllama Iqbal