کیا یک سر گداز دل نیاز جوشش حسرتسویدا نسخۂ تہ بندی داغ تمنا ہےkiyā yak-sar gudāz-e-dil niyāz-e-joshish-e-hasratsuvaidā nusḳha-e-tah-bandi-e-dāġh-e-tamannā haiUmeedمرزا غالبMirza Ghalib
مری ہستی فضاۓ حیرت آباد تمنا ہےجسے کہتے ہیں نالہ وہ اسی عالم کا عنقا ہےmirī hastī fazā-e-hairat ābād-e-tamannā haijise kahte haiñ naala vo usī aalam kā anqā haiمرزا غالبMirza Ghalib
خزاں کیا فصل گل کہتے ہیں کس کو کوئی موسم ہووہی ہم ہیں قفس ہے اور ماتم بال و پر کا ہےḳhizāñ kyā fasl-e-gul kahte haiñ kis ko koī mausam hovahī ham haiñ qafas hai aur mātam bāl-o-par kā haiمرزا غالبMirza Ghalib
وفائے دلبراں ہے اتفاقی ورنہ اے ہمدماثر فریاد دل ہاۓ حزیں کا کس نے دیکھا ہےvafā-e-dilbarāñ hai ittifāqī varna ai hamdamasar fariyād-e-dil-hā-e-hazīñ kā kis ne dekhā haiمرزا غالبMirza Ghalib
نہ لائی شوخی اندیشہ تاب رنج نومیدیکف افسوس ملنا عہد تجدید تمنا ہےna laa.ī shoḳhi-e-andesha tāb-e-rañj-e-naumīdīkaf-e-afsos milnā ahd-e-tajdīd-e-tamannā haiمرزا غالبMirza Ghalib
آرزو ہے مجھے اک شخص سے ملنے کی بہتنام کیا لوں کوئی اللہ کا بندا ہوگاaarzū hai mujhe ik shaḳhs se milne kī bahutnaam kyā luuñ koī allāh kā bandā hogāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہے مجھے بعد از سوال بوسہ خواہش وصل کییہ تمنا ایک اس سائل کے دل میں اور ہےhai mujhe bād-az-savāl-e-bosa ḳhvāhish vasl kīye tamannā ek is saa.il ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وصل کا اس کے دل زار تمنائی ہےنہ ملاقات ہے جس سے نہ شناسائی ہےvasl kā us ke dil-e-zār tamannā.ī haina mulāqāt hai jis se na shanāsā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali