وہ زندہ ہم ہیں کہ ہیں روشناس خلق اے خضرنہ تم کہ چور بنے عمر جاوداں کے لیےvo zinda ham haiñ ki haiñ rū-shanās-e-ḳhalq ai ḳhizrna tum ki chor bane umr-e-jāvedāñ ke liyeDuniyaمرزا غالبMirza Ghalib
نوید امن ہے بیداد دوست جاں کے لیےرہی نہ طرز ستم کوئی آسماں کے لیےnaved-e-amn hai bedād-e-dost jaañ ke liyerahī na tarz-e-sitam koī āsmāñ ke liyeمرزا غالبMirza Ghalib
بلا سے گر مژۂ یار تشنۂ خوں ہےرکھوں کچھ اپنی بھی مژگان خوں فشاں کے لیےbalā se gar mizha-e-yār tishna-e-ḳhūñ hairakhūñ kuchh apnī bhī mizhgān-e-ḳhūñ fishāñ ke liyeمرزا غالبMirza Ghalib
رہا بلا میں بھی میں مبتلائے آفت رشکبلائے جاں ہے ادا تیری اک جہاں کے لیےrahā balā meñ bhī maiñ mubtala-e-āfat-e-rashkbalā-e-jāñ hai adā terī ik jahāñ ke liyeمرزا غالبMirza Ghalib
فلک نہ دور رکھ اس سے مجھے کہ میں ہی نہیںدراز دستی قاتل کے امتحاں کے لیےfalak na duur rakh us se mujhe ki maiñ hī nahīñdarāz-dasti-e-qātil ke imtihāñ ke liyeمرزا غالبMirza Ghalib
یہ جبر و قہر نہیں ہے ، یہ عشق و مستی ہےکہ جبر و قہر سے ممکن نہیں جہاں بانیYe Jabr-e-Qehr Nahin, Ye Ishq-o-Masti HaiKe Jabr-o-Qehr Se Mumkin Nahin Jahan Baaniعلامہ اقبالAllama Iqbal
تری نگاہ میں ہے معجزات کی دنیامری نگاہ میں ہے حادثات کی دنیاTeri Nigah Mein Hai Maujazat Ki DunyaMerinigah Mein Hai Hadsaat Ki Dunyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تخیلات کی دنیا غریب ہے، لیکنغریب تر ہے حیات و ممات کی دنیاTakhiyulat Ki Dunya Ghareeb Hai, LekinGhareeb Tar Hai Hayat-o-Mumat Ki Dunyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
عجب نہیں کہ بدل دے اسے نگاہ تریبلا رہی ہے تجھے ممکنات کی دنیاAjab Nahin Ke Badal De Isse Nigah TeriBula Rahi Hai Tujhe Mumkinat Ki Dunyaعلامہ اقبالAllama Iqbal