بہت سہی غم گیتی شراب کم کیا ہےغلام ساقیٔ کوثر ہوں مجھ کو غم کیا ہےbahut sahī ġham-e-gītī sharāb kam kyā haiġhulām-e-sāqī-e-kausar huuñ mujh ko ġham kyā haiGhamMai-kadaمرزا غالبMirza Ghalib
تمہاری طرز و روش جانتے ہیں ہم کیا ہےرقیب پر ہے اگر لطف تو ستم کیا ہےtumhārī tarz-o-ravish jānte haiñ ham kyā hairaqīb par hai agar lutf to sitam kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
سخن میں خامۂ غالب کی آتش افشانییقیں ہے ہم کو بھی لیکن اب اس میں دم کیا ہےsuḳhan meñ ḳhāma-e-ġhālib kī ātish-afshānīyaqīñ hai ham ko bhī lekin ab us meñ dam kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
کٹے تو شب کہیں کاٹے تو سانپ کہلاوےکوئی بتاؤ کہ وہ زلف خم بہ خم کیا ہےkaTe to shab kaheñ kaaTe to saañp kahlāvekoī batāo ki vo zulf-e-ḳham-ba-ḳham kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
لکھا کرے کوئی احکام طالع مولودکسے خبر ہے کہ واں جنبش قلم کیا ہےlikhā kare koī ahkām-e-tāla-e-maulūdkise ḳhabar hai ki vaañ jumbish-e-qalam kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
دل گیا رونق حیات گئیغم گیا ساری کائنات گئیdil gayā raunaq-e-hayāt ga.īġham gayā saarī kā.enāt ga.īجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
بن ترے اے بت خود کام یہ دل کو ہے خطرتیرے عاشق کا تمام آہ کہیں کام نہ ہوbin tire ai but-e-ḳhud-kām ye dil ko hai ḳhatartere āshiq kā tamām aah kahīñ kaam na hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جلوہ دکھا رہا ہے وہ آئینۂ جمالآتی ہے ہم کو شرم کہ کیا منہ دکھائیں ہمjalva dikhā rahā hai vo ā.īna-e-jamālaatī hai ham ko sharm ki kyā muñh dikhā.eñ hamداغؔ دہلویDagh Dehlvi
قامت سے تیرے صانع قدرت نے اے حسیںدکھلا دیا ہے حشر کو سانچے میں ڈھال کےqāmat se tere sāne-e-qudrat ne ai hasīñdikhlā diyā hai hashr ko sāñche meñ Dhaal keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi