آتش موئے دماغ شوق ہے تیرا تپاکورنہ ہم کس کے ہیں اے داغ تمنا آشناātish-e-mū-e-dimāġh-e-shauq hai terā tapākvarna ham kis ke haiñ ai dāġh-e-tamannā āshnāUmeedمرزا غالبMirza Ghalib
رشک کہتا ہے کہ اس کا غیر سے اخلاص حیفعقل کہتی ہے کہ وہ بے مہر کس کا آشناrashk kahtā hai ki us kā ġhair se iḳhlās haifaql kahtī hai ki vo be-mehr kis kā āshnāمرزا غالبMirza Ghalib
ذرہ ذرہ ساغر مے خانۂ نیرنگ ہےگردش مجنوں بہ چشمک ہائے لیلی آشناzarra zarra sāġhar-e-mai-ḳhāna-e-nai-rañg haigardish-e-majnūñ ba-chashmak-hā-e-lailā āshnāمرزا غالبMirza Ghalib
شوق ہے ساماں طراز نازش ارباب عجزذرہ صحرا دست گاہ و قطرہ دریا آشناshauq hai sāmāñ-tarāz-e-nāzish-e-arbāb-e-ajzzarra sahrā-dast-gāh o qatra dariyā-āshnāمرزا غالبMirza Ghalib
میں اور ایک آفت کا ٹکڑا وہ دل وحشی کہ ہےعافیت کا دشمن اور آوارگی کا آشناmaiñ aur ek aafat kā TukḌā vo dil-e-vahshī ki haiāfiyat kā dushman aur āvārgī kā āshnāمرزا غالبMirza Ghalib
آرزو ہے مجھے اک شخص سے ملنے کی بہتنام کیا لوں کوئی اللہ کا بندا ہوگاaarzū hai mujhe ik shaḳhs se milne kī bahutnaam kyā luuñ koī allāh kā bandā hogāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہے مجھے بعد از سوال بوسہ خواہش وصل کییہ تمنا ایک اس سائل کے دل میں اور ہےhai mujhe bād-az-savāl-e-bosa ḳhvāhish vasl kīye tamannā ek is saa.il ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وصل کا اس کے دل زار تمنائی ہےنہ ملاقات ہے جس سے نہ شناسائی ہےvasl kā us ke dil-e-zār tamannā.ī haina mulāqāt hai jis se na shanāsā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali