غالب بھی گر نہ ہو تو کچھ ایسا ضرر نہیںدنیا ہو یا رب اور مرا بادشاہ ہو'ġhālib' bhī gar na ho to kuchh aisā zarar nahīñduniyā ho yā rab aur mirā bādshāh hoKhudaDuniyaمرزا غالبMirza Ghalib
تم جانو تم کو غیر سے جو رسم و راہ ہومجھ کو بھی پوچھتے رہو تو کیا گناہ ہوtum jaano tum ko ġhair se jo rasm-o-rāh homujh ko bhī pūchhte raho to kyā gunāh hoمرزا غالبMirza Ghalib
بچتے نہیں مواخذۂ روز حشر سےقاتل اگر رقیب ہے تو تم گواہ ہوbachte nahīñ muvāḳhaza-e-roz-e-hashr seqātil agar raqīb hai to tum gavāh hoمرزا غالبMirza Ghalib
کیا وہ بھی بے گنہ کش و حق ناشناس ہیںمانا کہ تم بشر نہیں خورشید و ماہ ہوkyā vo bhī be-gunah-kush o haq-nā-shanās haiñmaanā ki tum bashar nahīñ ḳhurshīd o maah hoمرزا غالبMirza Ghalib
ابھرا ہوا نقاب میں ہے ان کے ایک تارمرتا ہوں میں کہ یہ نہ کسی کی نگاہ ہوubhrā huā naqāb meñ hai un ke ek taarmartā huuñ maiñ ki ye na kisī kī nigāh hoمرزا غالبMirza Ghalib
تیری خدائی سے ہے میرے جنوں کو گلہ!اپنے لیے لامکاں ، میرے لیے چار سوTeri Khudai Se Hai Mere Junoon Ko GillaApne Liye La-Makan, Mere Liye Char Soo!علامہ اقبالAllama Iqbal