ضد کی ہے اور بات مگر خو بری نہیںبھولے سے اس نے سیکڑوں وعدے وفا کیےzid kī hai aur baat magar ḳhū burī nahīñbhūle se us ne saikḌoñ va.ade vafā kiyeYaadWafaمرزا غالبMirza Ghalib
اس بزم میں مجھے نہیں بنتی حیا کیےبیٹھا رہا اگرچہ اشارے ہوا کیےus bazm meñ mujhe nahīñ bantī hayā kiyebaiThā rahā agarche ishāre huā kiyeمرزا غالبMirza Ghalib
دل ہی تو ہے سیاست درباں سے ڈر گیامیں اور جاؤں در سے ترے بن صدا کیےdil hī to hai siyāsat-e-darbāñ se Dar gayāmaiñ aur jā.ūñ dar se tire bin sadā kiyeمرزا غالبMirza Ghalib
رکھتا پھروں ہوں خرقہ و سجادہ رہن مےمدت ہوئی ہے دعوت آب و ہوا کیےrakhtā phirūñ huuñ ḳhirqa o sajjāda rahn-e-maimuddat huī hai dāvat āb-o-havā kiyeمرزا غالبMirza Ghalib
بے صرفہ ہی گزرتی ہے ہو گرچہ عمر خضرحضرت بھی کل کہیں گے کہ ہم کیا کیا کیےbe-sarfa hī guzartī hai ho garche umr-e-ḳhizrhazrat bhī kal kaheñge ki ham kyā kiyā kiyeمرزا غالبMirza Ghalib
تری زلفاں کی طولانی کوں دیکھےمجھے لیل زمستاں یاد آوےtirī zulfāñ kī tūlānī kuuñ dekhemujhe lail-e-zamistāñ yaad aaveولی دکنیWali Dakani
یاد میں ہے تیرے دم کی آمد و شد پر خیالبے خبر سب سے ہیں اس دم کی خبرداری میں ہمyaad meñ hai tere dam kī āmad-o-shud pur-ḳhayālbe-ḳhabar sab se haiñ is dam kī ḳhabardārī meñ hamبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وہ تو بھولے تھے ہمیں ہم بھی انہیں بھول گئےایسا بدلا ہے نہ بدلے گا زمانہ ہرگزvo to bhūle the hameñ ham bhī unheñ bhuul ga.eaisā badlā hai na badlegā zamāna hargizالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali