چھوڑوں گا میں نہ اس بت کافر کا کا پوجناچھوڑے نہ خلق گو مجھے کافر کہے بغیر
مرزا غالب کا شعر
اسی غزل سےIsi kalaam ke aur sher
ملتے جلتے اشعارIs mauzu par aur sher
kyūñki na aate ḳhuld se aadam zamīn parmauzūñ vahīñ vo ḳhuub hai jo sunte jahāñ kī hai
badlī vo havā guzrā vo samāñ vo raah nahīñ vo log nahīñtafrīh kahāñ aur sair kujā ghar se bhī nikalnā chhoḌ diyā
na jab tak chaak ho dil phāñs kab dil kī nikaltī haijahāñ ho kaam ḳhanjar kā vahāñ suuī se kyā hāsil