ضعف سے گریہ مبدل بہ دم سرد ہواباور آیا ہمیں پانی کا ہوا ہو جاناzo.af se girya mubaddal ba-dam-e-sard huābāvar aayā hameñ paanī kā havā ho jaanāGhamمرزا غالبMirza Ghalib
عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانادرد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جاناishrat-e-qatra hai dariyā meñ fanā ho jaanādard kā had se guzarnā hai davā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
تجھ سے قسمت میں مری صورت قفل ابجدتھا لکھا بات کے بنتے ہی جدا ہو جاناtujh se qismat meñ mirī sūrat-e-qufl-e-abjadthā likhā baat ke bante hī judā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
دل ہوا کشمکش چارۂ زحمت میں تماممٹ گیا گھسنے میں اس عقدے کا وا ہو جاناdil huā kasmakash-e-chāra-e-zehmat meñ tamāmmiT gayā ghisne meñ is uqde kā vā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
اب جفا سے بھی ہیں محروم ہم اللہ اللہاس قدر دشمن ارباب وفا ہو جاناab jafā se bhī haiñ mahrūm ham allāh allāhis qadar dushman-e-arbāb-e-vafā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
مٹتا ہے فوت فرصت ہستی کا غم کوئیعمر عزیز صرف عبادت ہی کیوں نہ ہوmiTtā hai faut-e-fursat-e-hastī kā ġham koīumr-e-azīz sarf-e-ibādat hī kyuuñ na hoمرزا غالبMirza Ghalib
دل کو تڑپاتی ہے اب تک گرمی محفل کی یادجل چکا حاصل مگر محفوظ ہے حاصل کی یادDil Ko Tarpati Hai Ab Taak Garmi-E-Mehfil Ki YaadJal Chuka Hasil Magar Mehfooz Hai Hasil Ki Yaadعلامہ اقبالAllama Iqbal
دکھا کے جنبش لب ہی تمام کر ہم کونہ دے جو بوسہ تو منہ سے کہیں جواب تو دےdikhā ke jumbish-e-lab hī tamām kar ham kona de jo bosa to muñh se kahīñ javāb to deمرزا غالبMirza Ghalib